Search This Blog

Thursday, April 1, 2010

















yahaan sarparasti thi darakhton ki...aur main bahut chhota lagne lage tha ek pal mein...

2 comments:

  1. hasin vaadiyon k sath...............

    kuch din bita lo....
    DARJEELING ki un hasin vaadiyon mein,
    kuch alag hi maza hai ...un sardiyon mein.

    akela ho ya.......koi
    Jjhil ki traiyon me,
    thandi hawa k sath.
    wo DARJEELING ki raat.

    jagmaga rha tha pahadi
    un timtimate taro k bich,
    ghatiyon me, gadiyon ki wo ek-ek raftar......
    main dil tham kar baitha tha,
    par jhak rha tha wadiyon ko ek-ek bar......

    ab sirf yadein hai,
    un hasin vaadiyon k sath........

    ReplyDelete
  2. kanpkapaate haath, thartharaata jism
    us raat ki jahn mein kai kisse hain...
    wo koi dusra jahan tha shaayad...
    par khwaab mein ab tak us ke hisse hain...

    ReplyDelete